Wednesday 30 September 2015

Rajasthan Ki Kin Padosi Rajya Ke Sath 1600 KM . Seema Lagti Hai

301 . Rajasthan Ki Kin Padosi Rajya Ke Sath 1600 KM . Seema Lagti Hai -----मध्यप्रदेश
302 . Rajasthan Ki Kis Indian Rajya Ke Sath Sarwaadhik Interstate Seema Lagti Hai ?----मध्य प्रदेश
303 . Rajasthan Ki Sabse Minimum Seema Kis Padosi Indian Rajya Se Lagti Hai ?----पंजाब
304 . Punjab Ke Sath Rajasthan Ki Seema Rekha Ki Lambai Hai -----89 किमी.
305 . Rajasthan Se Teen Or Se Ghira Hua Madhya Pradesh Ka Zila Hai -----नीमच
306 . Rajasthan Ke Kota , Jhalawad , ChitaudGadh , Tatha PratapGarh Zilon Se Do Or Se Ghira Madhya Pradesh Ka Zila Hai -----मंदसौर
307 . Rajasthan Ke Kis Jile Ki Seema Madhya Pradesh Ke Sath Sarwaadhik Sanlagn Hai ?----झालावाड़
308 . Rajasthan Ke Kis Jile Ki Minimum Seema MadhyaPradesh Se Lagti Hai -----भीलवाड़ा
309 . Rajasthan Ka Nimn Me Se Kaunsa Zila Madhya Pradesh Ke Sath Seema Rekha Nahin Banata Hai ?----डुँगरपुर
310 . Rajasthan Ke Kitne Zilon Ki Seema Madhya Pradesh Se Lagti Hai ?----10
311 . Rajasthan Ke Kitne Zilon Ki Seema Gujarat Se Lagti Hain----5
312 . Rajya Ke Sath Gujarat Ke Kitne Zilon Ki Seema Lagti Hain ?----5
313 . Gujarat Ke Kis Jile Ki Sarwaadhik Seema Rajasthan Se Lagti Hai----बनासकांठा
314 . Rajasthan Ke Kis Jile Ki Minimum Seema Gujarat Ko Sparsh Karti Hai ?----बाड़मेर
315 . Pakistan Ke Sath Rajasthan Ki 1070 KM . Lambi International Seema Rekha Kya Kehlati Hain----रेडक्लिफ रेखा
316 . Rajasthan Me International Seema Rekha Hindumalkot - Shri GangaNagar Se Shuru Hokar Badmer Ke Kis Sthan Tak Hai ?----बोरकुण्ड
317 . Rajasthan Ki Seema Se Lagne Wala Pakistan Ka Sabse Bada Zila Hai -----बहावलपुर
318 . Rajasthan Me International Seema Ka Prarambh Kis Sthan Se Hota Hai----हिन्दूमल कोट (गंगानगर)
319 . Punjab Ke Kitne Jile Rajasthan Ke GangaNagar Tatha Hanumangarh Se Lagte Hain ?----2
320 . Hariyana Rajya Ka Kaunsa Zila Rajasthan Ke 4 Zilon - Jhunjhunu , Sikar , Jaipur Tatha Alwar Ko Sparsh karta Hai ?----महेन्द्रगढ
321 . Hariyana Ke Sarwaadhik 4 Zilon Mahendragadh , Rewadi , Gudganv Tatha Mewat ( Nuh ) Rajasthan Ke Kis Jile Se Sparsh Karte Hain ?----अलवर
322 . Nimn Me Se Kiski Minimum Seema Rajasthan Ko Sparsh Karti Hain ?----फतेहाबाद
323 . Rajasthan Ka Kaunsa Zila Uttar Pradesh Tatha Hariyana Ki Seema Par Avasthit Hain ?----भरतपुर
324 . Rajasthan Ke Kshetrafal Ki Drishti Se Sabse Bade Jile Kis Disha Me Avasthit Hain ?----पश्चिम में
325 . Rajasthan Ke Uttar - Dakshinn Tatha Poorv - Pashchim Charo Aur Se Kalpanik Rekha Khinchne Par MadhyaWarti Zila Hoga ?----नागौर
326 . Rajasthan Me Paka Seema Ke Sabse Karib Sthit Railway Station Munabav Kis Jile Me Hain ?----बाड़मेर
327 . Nimn Me Se Kaunsa Pashu Aahar Center Asangat Hain ?----कोई नहीं
328 . Rajasthan Ko " RajPutana " Naam Kisne Diya ?----जार्ज थॉमस
329 . George Thomas Dwara Rajasthan Ko RajPutana Naam Kab Diya Gaya -----1800 ई.
330 . Rajasthan Shabd Ka Gyat Pracheentam Source - BasantGadh Ka Shilalekh Kis Jile Me Avasthit Hai -----सिरोही
331 . Prasidh angrej Itihas Lekhak - Karnal Gems Tod Ne Kab Apni Pustak - " Anals And Activities Of Rajasthan Me Is Rajya Ka Naam - Rajasthan , " Raythan " Rajwada Diya ?----1829 ई.
332 . " Central And Western Rajput States Of India " Pustak Jiske Lekhak Hain -----कर्नल जेम्स टॉड
333 . " Rajasthan " Naam Ya Aadhunik Rajasthan Shabdawli Ka Sabse Pehle Prayog Karne Wala Tha -----जेम टॉड
334 . Thar Ka Marusthal Khan Sthit Hai ?----राजस्थान में
335 . Thar Ke Marusthal Ka Kshetrafal Kitna Hai ?----233100 वर्गाकिमी.
336 . Kachchh Ki Khadi Rajasthan Ke Uttari - Pashchimi Registan Ke Dakshinn Disha Me Kis Jile Se Sanlagn Hai -----बाड़मेर
337 . Rajasthan Me Registan Ka Dhal Kis Or Hai -----1 व 3 दोनों
338 . Gujarat Ki Seema Ke Nikat " Kachchh Ke Ran " Ka Kuch Kshetra Rajasthan Ke Kin Zilon Se Sanlagn Hai -----बाड़मेर - जालोर
339 . Rajasthan Ke Kitne Jile Aise Hain Jinki Seema International Aivam InterState Seema Se Sparsh Nahin Hoti Hai -----8
340 . Kaun Saa Desh Lagbhag Rajasthan Ke Kshetrafal Ke Barabar Hai ?----जापान
341 . Rajasthan Ke Thar Ka Registan Bhu - Garbhik Drishti Se Kis Pracheen Bhukhand Ka Ang Hai ?----टेथिस सागर
342 . Kathan - Thar Ka Marusthal Vishwa Ka Sabse Adhik Aabadi Wala Marusthal Hai . Karan Yah Vishwa Ke Sarwaadhik Jaiv Vividhata Wale Marusthlon Me Se Ek Hai . Uprokt Kathno Ke Sandarbh Me NimnLikhit Me Se Kaunsa Nishkarsh Sahi Hain -----कथन और कारण दोनों सही है तथा कारण कथन की सही व्याख्या करता है।
343 . Rajasthan Ko Kul Kitne Bhautik Vibhagon Me Bant Sakte Hain -----4
344 . Rajasthan Ke Uttari - Pashchimi Bhag Ko Kis Naam Se Jana Jata Hain -----थार/मरूस्थलीय भाग
345 . Rajasthan Ka Pashchimi Registani Bhag Rajasthan Ke Kul Kshetrafal Ka Kitna Hain ?----58 प्रतिशत
346 . Arawali ParvatMala Tatha Hadauti Ka Pathar Kiske Avashesh Hain.----गोडवाना लैण्ड
347 . Pashchimi Registan wa Khare Pani Ki Jhilen Kiske Avashesh Hain .----टेथिस सागर
348 . Arawali Shrinkhla Ka Sthaniya Naam Hain -----आडावलौ
349 . Arawali Shrinkhla Rajasthan Me Khan Se Khan Tak Hain ?----सिरोही से खेतड़ी
350 . Rajasthan Me Arawali Parvat Shrinkhla Ke Pramukh Darre Hain -----उपरोक्त सभी
351 . Arawali Parvat Mala Ki Sarvochh Parvat Choti Ki Unchai Kitni Hai Jo Guru Dattatreya Ki Taposthali Mani Jati Hain ?----1722 मी.
352 . Rajasthan Ke Sanlagna Jile Hain -----सिरोही, पाली, नागौर
353 . Rajasthan Me Sabse Ooncha Parvat Shikhar - Gurushikhar Kis Jile Me Hain ?----सिरोही
354 . Arawali Shrinkhla Ke Pashchim wa Uttar - Pashchim Me Sthit 12 Zilon Me Kitne Pratishat Jnasankhya Niwas Karti Hain ?----40 प्रतिशत
355 . Rajasthan Ke Poorvi Maidani Bhag Me 23 Pratishat Kshetrafal Me Kitni Pratishat Jnasankhya Ka Niwas Hain ?----39 प्रतिशत
356 . Rajasthan Ka Nimn Me Se Wah Zila Jo InterState wa International Dono Seema Rekhaein Banata Hain----श्री गगानगर
357 . Rajasthan Ke Kshetrafal Ka Kitna Bhu - Bhag Registani He: -----दो-तिहाई
358 . Rajasthan Rajya Ke Kul Kshetrafal Tatha Jnasankhya Ka Lagbhag Ek Saman Pratishat Ansh Rakhne Wala Zila Hain ?----सिरोही
359 . Rajasthan Ka Teesra Bada Kshetrafal Wala Zila Hain ?----बीकानेर
360 . Nagaur Jile Ka Kshetrafal Ki Drishti Se Rajasthan Ke Zilon Me Kaunsa Sthan Hain ?----पाँचवां
361 . Bikaner Zila Rajasthan Ke Kul Kshetrafal Ka Kitna Ansh Hain ?----7.96 प्रतिशत
362 . Kshetrafal Ki Drishti Se Rajasthan Ka Jaisalmer Ke Paschaat Doosra Sabse Bada Zila Kaunsa Hain ?----बाड़मेर
363 . Kshetrafal Ki Drishti Se Jodhpur Ka Rajya Ke Zilon Me Kaunsa Sthan Hain ?----चौथा
364 . Rajasthan Rajya Ka Kshetrafal Lagbhag Hain ?----3.4 लाख वर्गकिमी
365 . Rajasthan Ke Kis Jile Ki Seema Hariyana Rajya Se Nahin Lagti Hain ?----श्रीगंगानगर
366 . Rajasthan Ke Mewat Kshetra Me Kaunse Jile Shamil Hain ?----अलवर - भरतपुर
367 . Rajasthan Ke Maulik Svarupon Ke Sambandh Me Nimn Me Se Kaunsa Kathan Asatya Hain ?----उत्तर-पूर्वी भाग सिंधु नदी द्वारा निर्मित मैदान का ही भाग हैं ?
368 . Kaunsa Zila Baluka Stoopo Ke Karan Prasidh Hain ?----जैसलमेर
369 . Sampoorn Registan Me Baluka Stoopo Ke Beech Me Kahin - Kahin Naam Bhumi Milti Hain Jinme Varsha Ka Jal Bhar Jane Se Asthayi Jhilon Ka Nirmann Hota Hain , Inhe Kehte Hen -----रन
370 . Rajasthan Ke 61 . 11 Pratishat Marusthal Ke Kitne Pratishat Jnasankhya Niwas Karti Hain ?----40 प्रतिशत
371 . Meru Naam Se Nimn Me Se Kis Pradesh Ko Jana Jata Hain ?----अरावली पर्वतीय भाग
372 . Rajya Ka Kaunsa Bhu - Bhag Kaanthal Ke Naam Se Jana Jata Hain ?----प्रतापगढ़ का निकटवर्ती क्षेत्र
373 . Rajasthan Ka Bhu - Bhag Jo " Chappan Ka Maidan " Kehlata Hain ?----प्रतापगढ़ व बांसवाड़ा के मध्य का भू-भाग
374 . " Uparmaal " Kaunsa Bhu - Bhag Kahaa Jata Hain ?----भैंसरोड़गढ़ व बिजोलिया के बीच के भू-भाग को
375 . Rajasthan Ka Kaunsa Bhu - Bhag " Girwa " Kehlata Hain ?----उदयपुर के आसपास के क्षेत्र
376 . Arawali ParvatMala Ki Chaudai Kis Jile Se Badhti Hain ?----उदयपुर
377 . Rajasthan Ke Sarwaadhik Nikat Sthit Do Zila Mukhyalaya Hain ?----कोट - बूंदी
378 . Rajasthan Ke Sabse Bade Kshetrafal Wale Jile Jaisalmer Ka Kshetrafal Hain ?----38,401 वर्गकिमी.
379 . Rajasthan Ka Sabse Poorvi Zila Hain ?----धौलपुर
380 . Rajasthan Ke Kam Kshetrafal Wale Jile Dholpur Ka Kshetrafal Kitna Hain ?----3034 वर्ग किमी.
381 . Talchhapar Aur Panihar Ran Kshetra Rajya Ke Kis Bhag Me Hain ?----शेखावाटी क्षेत्र में
382 . Rajasthan Ka Wah Zila Jiske Do Bhag Hain , Pramukh Bhag Ka Akaar Illi Jaisa Hai Aur Doosra Chhota Wala Bhag Ghode Ki Nal Ki Tarah Hain -----चितौड़गढ़
383 . Rajasthan Ke Kis Jile Ka Akaar Kuch - Kuch ArdhaChandra Pyale Ke Saman Hain -----सीकर
384 . Rajasthan Ke Poorvi Maidani Bhag Ka Dhal Kis Or Hain -----उत्तर पूर्व की ओर
385 . Rajasthan Ka Sabse Pracheen Pradesh Kshetra Mana Jata Hain -----अरावली क्षेत्र
386 . Hyensang Ke Time Uttar - Pashchimi Registani Kshetra Jana Jata Tha .----गुर्जर प्रदेश
387 . Rajasthan Ka Wah Zila Jiska Akaar SamChaturbhuj Ya Patang Ki Tarah Hai Tatha Jiske Pashchimi Aivam Poorvi Bhag Kuch - Kuch Andar Jhuke huye Hai ?----टोंक
388 . Nimn Me Se Kaunsa Kathan Asangat Hain ?----उपर्युक्त में से कोई नहीं
389 . Nimn Me Se Kis Jile Ka Prachin Naam " Maand / Ball / Pungal " Tha .----जैसलमेर
390 . Shekhawati Ke Nimn Bhu - Bhag Me Choonedar Adhah Str Anavarit Hone Ke Karan Asani Se Banaye Gaye Kuain Sthaniya Bhasha Kehlate Hain -----जोहड़
391 . 26 January 2008 Ko Gathit Rajasthan Ka 33th Zila Hain ?----प्रतापगढ़
392 . Rajasthan Ka Kaunsa Zila AhiChchhatrapur Ke Naam Se Jana Jata Hai ?----नागौर
393 . " Malani " Badhana Bahadmed Tatha Shrimal Aadi Namo Se Jana Jata Hain----बाड़मेर क्षेत्र
394 . Nimn Me Se Sumelit Hain -----उपरोक्त सभी
395 . Nimn Me Se Asangat Hai -----शिवि - प्रतापगढ़ का निकटवर्ती क्षेत्र
396 . Mahabahrat Aur Paurannik Gathaon Me " Marukantar " Kahaa Gaya -----मारवाड़
397 . Jhunjhunu , Churu , Sikar , Zilon Ko Kis Naam Se Jana Jata Hain ?----शेखावटी
398 . Satyapur , Suvarnngiri Aadi Ka Sambandh Jisse Hai Wah -----जालोर
399 . Nimn Me Se Sumelit Hain -----उपरोक्त सभी
400 . Nimn Me Se Kaunsa Sumelit Nahin Hain -----सभी सुमेलित है।

No comments:

Post a Comment