Saturday 18 March 2017

New Zealand Me Vaanganoi Nadi Ko insaan Ka Darja Mila Ki Sansad Is

न्यूज़ीलैंड में वानगानोई नदी को इंसान का दर्जा मिला. न्यूज़ीलैंड की संसद में इस देश की वानगानोई नदी को एक इंसान के समान अधिकार दिए हैं.
न्यूज़ीलैंड की संसद ने 15 मार्च 2017 को एक विधेयक को मंज़ूरी दी जिसके मुताबिक वानगानोई नदी को औपचारिक रूप से एक जीवित इंसान के अधिकार दे दिए गए.
माओरी जाति के द्वारा पूजी जाने वाली वानगानोई नदी को इस देश की संसद ने सभी मानवीय अधिकारों वाले एक इंसान के रूप में स्वीकार किया है. विश्व में किसी भी नदी को इंसान मानने की यह पहली घटना है.

न्यूज़ीलैंड के अटॉर्नी जनरल क्रिस फ़िनलिसन ने इस बारे में कहा कि इस नदी को अपनी विशेष पहचान, संबंधित अधिकार तथा एक नागरिक जैसे दायित्व एवं ज़िम्मेदारियां प्रदान की गई हैं.
हालांकि न्यूज़ीलैंड के इस क़ानून का मतलब यह है कि दो वकील कानूनी मामलों में इस नदी के हितों का रक्षा कर सकते हैं. इनमें से एक वकील का निर्धारण सरकार की ओर से होगा तथा दूसरे का निर्धारण माओरी जाति के लोग करेंगे.

नदी के लिए नागरिक जैसे शब्द का इस्तेमाल अभूतपूर्व है. यह न्यूज़ीलैंड की तीसरी सबसे बड़ी नदी है तथा माओरी जाति के समूह इसे पूज्य मानते हैं.
न्यूज़ीलैंड की संसद ने वानगानोई नदी को ऐसी परिस्तिथि में एक इंसान के अधिकार प्रदान किए हैं जब विश्व के विभिन्न देशों विशेष कर पश्चिमी और अरब देशों में लाखों-करोड़ों लोगों के अधिकारों का हनन किया जाता है.
माओरी समुदाय बीते करीब 160 से अधिक वर्ष से अपनी इस नदी को मान्यता दिलाने के लिए संघर्ष कर रहा था.

New Zealand Me Vaanganoi Nadi Ko insaan Ka Darja Mila. New Zealand Ki Sansad Me Is Desh Ki Vaanganoi Nadi Ko Ek insaan Ke Saman Adhikar Diye Hain.
New Zealand Ki Sansad ne 15 March 2017 Ko Ek Vidheyak Ko manzoori Dee Jiske Mutabik Vaanganoi Nadi Ko Aupcharik Roop Se Ek Jivit insaan Ke Adhikar De Diye Gaye.
Maori Jati Ke Dwara Pooji Jane Wali Vaanganoi Nadi Ko Is Desh Ki Sansad ne Sabhi Manviya Adhikaron Wale Ek insaan Ke Roop Me Sweekar Kiya Hai. Vishwa Me Kisi Bhi Nadi Ko insaan Manane Ki Yah Pehli Ghatna Hai.

New Zealand Ke Attorney General Kriss Finlison ne Is Bare Me Kahaa Ki Is Nadi Ko Apni Vishesh Pehchan , Sambandhit Adhikar Tatha Ek Nagrik Jaise Dayitva Aivam Jimmedariyaan Pradan Ki Gayi Hain.
Halanki New Zealand Ke Is Kanoon Ka Matlab Yah Hai Ki Do Vakeel Kanooni Mamlon Me Is Nadi Ke Hiton Ka Raksha Kar Sakte Hain. Inme Se Ek Vakeel Ka Nirdharan Sarkaar Ki Or Se Hoga Tatha Doosre Ka Nirdharan Maori Jati Ke Log Karenge.

Nadi Ke Liye Nagrik Jaise Shabd Ka IsteMal Abhootpoorv Hai. Yah New Zealand Ki Teesari Sabse Badi Nadi Hai Tatha Maori Jati Ke Samuh Ise Pujya Mante Hain.
New Zealand Ki Sansad ne Vaanganoi Nadi Ko Aisi परिस्तिथि Me Ek insaan Ke Adhikar Pradan Kiye Hain Jab Vishwa Ke Vibhinn Deshon Vishesh Kar Pashchimi Aur Arab Deshon Me Lacs - Crores Logon Ke Adhikaron Ka Hanan Kiya Jata Hai.
Maori Samuday Beete Karib 160 Se Adhik Year Se Apni Is Nadi Ko Manyata Dilane Ke Liye Sangharsh Kar Raha Tha.

No comments:

Post a Comment